Har taraf padhai ka saya hai
Kitabon mein kisne sukh paya hai
Hum to jaate the tuition ladkiyaan dekhne
Aur Sir kehte the
Dekho itni barsaat mein bhi ladka padhne aaya hai

Aye gulaab apni khushbu ko mere doston par nyochhawar kar de..
Yeh sardi ke mausam mein aksar nahaya nahi karte.
Har taraf padhai ka saya hai
Kitabon mein kisne sukh paya hai
Hum to jaate the tuition ladkiyaan dekhne
Aur Sir kehte the
Dekho itni barsaat mein bhi ladka padhne aaya hai
Taras gaye aapke deedar ko,
Phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai,
Humse khush naseeb to aapke ghar ka aaina hai,
Jo har roz aapke husn ka deedar karta hai.
Dekha hai tumhare aage,
Sharma ke phoolon ko murjhaate.
Dekha hai tumhare aage,
Sharma ke phoolon ko murjhaate,
Aye jahan ko ghayal karne waale
Tum deodorant kyun nahi lagaate.