Socha Na Tha Kabhi
             
 
          
        Socha na tha kabhi aisi dosti hogi,
            Sath mere aap jaisi hasti hogi,
            Jannat ki galiyon ke khawab kyon dekhoon,
            Agar tum jaisa dost sath hoga to narak me bhi masti hogi...
 
 
          
